Success and failure are part of life but always remember that after a dark night there is always a bright morning. So today, if you would like to read some motivational shayari in Hindi then you can explore this post. Here, we have presented some of the best Hindi inspiring shayari for students that truly boost your inner motivation and help you stay focused on your goals!
Inspiring Motivational Shayari in Hindi
Roshni unhi ko milti hai
Jo andheron se ladte hain,
Manzil unhi ko milti hai
Jo khud par bharosa karte hain!
Jitna mushkil rasta hoga,
Utna hi khubsurat manzil hogi,
Haar se ghabra kar rukna,
Ye toh sabse badi kamzori hogi!

Zindagi mein girna bhi zaroori hai,
Girkar nayi seekh lena bhi zaroori hai,
Par jo sambhal jaate hain tufano mein,
Duniya mein wahi safal ho jaate hain!
Sapne dekhna hi kaafi nahi,
Unhe paana bhi zaroori hai,
Har din ek kadam aage badho,
Tabhi toh jeet tumhaari hai.
Hausle buland rakho,
Mushkile khud mit jayenge,
Dil mein Irade ho sacche toh,
Raste apne aap ban jayenge!

Zindagi hai ek imtihaan,
Rakhna hamesha hausla jawan,
Jo gir ke uthta hai baar baar,
Usi ko milta hai jeet ka samman!
Safalta unhi ko milti hai
Jo haar nahi maante,
Har baar gir kar bhi
Jo rukna nahi jaante!
Raat chahe kitni bhi andheri ho,
Kabhi umeed ki roshni mat khona,
Bas mehnat karta ja dost,
Ek din manzil tumhari hogi!

Sapne wahi sach hote hain
Jo sote sote nahi, Balki
Jagte hue dil se dekhe jate hai!
Rakh yakeen apni koshish par
Kamyabi ka suraj mehnat
karne walo ko mil jati hai!
Har andhera roshni
lekar aata hai,
Har tufan ke baad
sukoon sa chha jati hai!
Manzil unhi ko milti hai,
Jinke irade mazboot hote hai,
Aandhiyon se jo takrate hai,
Wahi chirag ban kar udte hai!

Mehnat ka phal zaroor milta hai,
Sabar ka rang hamesha khilta hai,
Jo apne khwab pe yakeen rakhta hai,
Uska sapna jarur sach hota hai.
Zindagi mein kuch paana hai,
Toh har din mehnat karna hoga,
Sapne apne sach karne ke liye,
Aapneiraadon ko mazboot karna hoga!
Thoda rukna, thoda sambhalna hai,
Zindagi ke safar mein aage badhna hai,
Har andhera ek nayi roshni lata hai,
Bas hauslon ko banaye rakhna hai.
2 Line Motivational Shayari in Hindi
Zindagi ka mazaa unhi ko aata hai,
Jo apne khud ke dum pe jeete hai!
Jeet wahi pata hai,
Jo khud par kare yakeen,
Mehnat jiska sathi ho,
Uski manzil ho jaaye haseen.
Mehnat karo chup chaap,
Kamyabi banegi tumhari aawaaz!
Har nayi subah ek naya mauka laati hai,
Kamyabi ki nayi raah sabko dikhati hai!
Har mushkil ka hai ek hal,
Hausla rakh ke bas aage badte chal!

Manzil unhi ko milti hai,
Jinke iraade buland hote hain,
Hawaon se ladte hai jo,
Wahi aasman chhu lete hain.
Zindagi mein haar na maan,
Har mushkil ka hai samadhan,
Jo rukta hai raste par, Usse
Kabhi nahi miltI manzil ka samman.
Sapne wahi sach hote hain,
Jo neend tod kar dekhe jate hain,
Himmat jo na haare kabhi,
Wahi jeet ka jashn manate hain.

Jo khud par bharosa rakhte hain,
Wahi manzil ko paate hain,
Sapno mein hai jaan jiske
Usse hi safalta milti hai!
Haar kar kabhi na ghabrana,
Har dukh ke baad sukh hai aana,
Bas ek baat yaad rakhna,
Zindagi hai ladne ka afsana.
Manzil unko milti hai,
Jo raaton mein bhi jagte hain,
Jinhe apne iraadon pe garv ho,
Wahi duniya ke rang badalte hain.
Sapne wahi sach hote hain,
Jo jag kar dekhe jaate hain,
Neend mein dekhe khwab toh,
Bas dil behlane aate hain!

Jo gir kar uthta hai,
Wahi asli jeet ka haqdar hai,
Jo haar kar ruk jaata,
Woh sirf sapno ka karzdar hai.
Manzil se pehle thakna nahi,
Sapne ke liye rukna nahi,
Jo chalta rahe har pal,
Uska sapna hoga safal.
Hausla rakh, vishwas rakh,
Kal ughega naya suraj!
Andhiyon se kya hai darna,
Jab hosla hai samundar sa gehra!
Motivational Shayari on Success
Mehnat ka pasina,
Kabhi bekar nahi jata,
Jo sapne dekhta hai jag kar,
Wahi ek din sach banata.
Manzil unhi ko milti hai,
Jo raaston pe rukte nahi,
Jo mehnat se dosti karte,
Woh har mushkil se darte nahi.
Safalta wahi paata hai,
Jo gir kar uthna jaanta hai,
Jo haar kar bhi muskurata,
Wahi manzil ko paata.

Sapne wohi sach hote hain,
Jo jag kar dekhe jaate hain,
Mehnat jo karta rahe lagataar,
Wahi safalta ke rang paata hai.
Safalta ek din mein nahi milti,
Par ek din jarau milt hai
Na thaka kar mehnat karne walo ko!
Jeet unki hoti hai,
Jo himmat kabhi nahi haarte,
Jo raaste pe thak bhi jaaye,
Par hosla nahin khote hai!
Kamyabi milti hai unhe,
Jo har din mehnat karte hain,
Jo sapno ko sach karne ke liye,
Har mushkil se ladte hain.
Safalta ek raah hai kathin,
Jo sirf hausle se paar hoti,
Jo ladta hai khud se,
mazlil kate hai ussi se dosti!
Mehnat ek safar hai sundar,
Jiske manzilein hai safalta,
Jo lagan se raasta chunta hai,
Wahi pata hai jeevan mein mahanta!
Powerful Inspiring Shayari for Students
Andhera jitna gehra ho,
Umeed utni hi chamakdar hoti hai,
Chhoti si koshish bhi,
Kabhi kabhi bada kamal kar deti hai!
Har mushkil ko gale lagao,
Har girawat se seekh lo,
Jo himmat se aage badhe,
Wahi apni manzil ko paa lo.
Zindagi ka rasta kathin hai,
Par himmat ka saath bhi zaruri hai,
Girne se mat daro kabhi dost
Uthkar fir se aage badho!

Har din ek nayi shuruat hai,
Har pal ek nayi seekh ,
Jo khud rakhe atoot vishwas
Bas ussi ki hoti hai jeet!
Kal ke liye aaj mehnat karo,
Sapno ko apni hausle se bharo,
Kar sakte ho tum, ye vishwas rakho,
Manzil ki taraf aage badhte raho.
Focus karo apni padhai pe,
Bina distractions ke aage badho,
Har din ek nayi seekh hai,
Jo lagan se lage, jeet ussi ki hai!
Zindagi ka asli maza,
Toofan se ladne mein hai,
Jo andheron mein rasta khoj lete hai,
Usi ka naam aasman mein chamakte hai!
Read More – Love Shayari Hindi
So, finally we are ending this post here, and I hope that you liked this inspiring Shayari collection. Share some of the best Hindi motivational Shayari with your students’ friends to boost their motivation and inspire them to do something in their life. Also, if you like to explore more Hindi Shayari like this, then you can check out our recent post!