Best Emotional Heartbreak Shayari in Hindi for Broken Hearts

If you are feeling sad and want to express your emotion then you have landed on the right post where we have shared some emotional sad heart breaking shayari which you can read or share on WhatsApp status to express your feelings! So just scroll this page below and explore all this heart breaking shayari that we have shared on this post!

Emotional Heartbreak Shayari for Status

Kabhi hum bhi khaas the,
Tere dil ke paas the,
Aaj bas ek yaad ban gaye,
Jo kabhi tere saath the.

Emotional Heartbreak Shayari

Tere bina sab suna lagta hai,
Har pal adhura sa lagta hai,
Jo kabhi apna tha sabse zyada,
Aaj wahi paraya sa lagta hai.

Har dua mein naam tera tha,
Har khwab mein chehra tera tha,
Tu badal gaya waqt ke saath,
Par mera dil ab bhi tera tha.

Dil ko samjhaya hazaar baar,
Par manta hi nahi hai yaar,
Jise khona nahi tha kabhi,
Usi ka ho gaya intezaar.

Sad heart breaking shayari in Hindi

Ab aansuon se dosti hai,
Tanhai hi ab zindagi hai,
Tu khush rehna bas itna hai,
Meri kahani ab adhuri si hai.

Har raat teri yaad aati hai,
Har baat mujhe rula jati hai,
Tu bhul gaya hume shayad,
Par ye nanad dil manta hi nahi hai.

Heartbreak Shayari in Hindi

Ishq ne hume barbaad kiya,
Tere naam pe sab kurban kiya,
Phir bhi tu na ho saka mera,

Tere jaane ke baad samjha,
Mohabbat kya hoti hai,
Jab apna hi chhod jaye,
Toh zindagi saja ho jaati!

Waqt ne sab badal diya,
Par dil wahi ruk sa gaya,
Tu aage badh gaya sahi,
Par Hum yaadon mein ulajh gaya!

Chup rehkar bhi dard hota hai,
Has kar bhi aansu rota hai,
Dil ka haal kya batayein,
Har pal bas tu yaad aata hai.

Emotional Heartbreak Shayari

Teri yaadon ka sahara hai,
Bas dard hi ab hamara hai,
Tu toh nikal gaya muskurakar,
Hum reh gaye aansuon ko apnakar!

Dil ke tukde hazaar hue,
Sapne sab bekaar hue,
Jis par sabse zyada bharosa kiya,
Wahi sabse zyada dard de diya!

Khud se zyada chaha tha tumhe,
Khud hi se door ho gaye,
Tum khush ho kisi aur ke saath,
Aur hum tanha reh gaye.

Dil ne jise apna mana,
Usne hi thukra diya,
Mohabbat ka sapna sajaya tha,
Tanha aangan mein baitha reh gaya!

Emotional Heartbreak Shayari for Life

Aaj bhi intezaar hai tera,
Par umeed nahi rahi,
Dil mein pyar toh hai ab bhi,
Par baat nahi rahi.

Humne toh sab sach maana,
Tere har jhoot ko bhi,
Par tune hi tod diya,
Humare har sukoon ko bhi.

Sad Heartbreak Shayari for Boys

Usne kaha bhul jao mujhe,
Jaise main koi khwab tha,
Dil ne ye mana hi nahi kabhi,
Kyuki wo mera sab kuch tha!

Sad Heartbreak Shayari for Boys

Har raat neend se pehle,
Tera khayal aa hi jaata hai,
Jise bhulne ki koshish karne mein
Teri yaad aur bhi gehra ho jata hai!

Kabhi hum uski duniya the,
Aaj uski list mein bhi nahi,
Mohabbat itni sasti thi kya,
Jo yaad karne layak bhi nahi?

Love Heartbreak Shayari for Boys

Humne chaha tha umar bhar,
Usne chaha bas pal bhar,
Farq bas itna sa tha,
Humne dil se chaha,
Woh bas waqt dekh kar!

Ab na shikayat hai na gila,
Bas dil thoda sa khafa hai,
Jise apna samjha khud se zyada,
Wahi sabse bada bewafa ho gayi!

Main khud ko sambhal lunga,
Par dil ka kya karun,
Jo har dafa tera naam le,
Usse kaise chup karun?

Tumne kaha waqt sab theek karega,
Par waqt ne tumhe hi chheen liya,
Ab theek hone ko kya bacha,
Jab waqt ne sab kuch hi le liya.

Sad Heartbreak Shayari for Boys in Hindi

Aaj bhi tasveer teri sambhali hai,
Dil ne umeed na chhodi hai,
Par sach yeh bhi hai ke,
Tune kabhi mudkar dekha bhi nahi!

Tere bina har khushi adhuri hai,
Har mehfil bhi lage sooni hai,
Log kehte hain bhul jao use,
Par kiya kare yeh dil behad jiddi hai!

Aaj bhi teri gali se guzarte hue,
Dil chupke se dhadak jaata hai,
Tu nazar na aaye phir bhi,
Pyar ka ehsaas aa hi jaata hai!

Teri ek aadat ne,
Mujhe jeena sikha diya tha,
Aur teri hi judai ne,
Sab kuch mita diya tha.

Teri yaad se bhagne ki koshish ki,
Par har jagah tu hi mila,
Khud se dur bhagte bhagte,
Bas tanha sa reh gaya.

Dil ko tasalli de dete hain,
Ke woh khush hai kahin,
Par khud se jhoot bolte bolte,
Thak gaye hain hum abhi.

Sad Heartbreak Shayari for Alone Lover

Ishq mein jo sachcha hota hai,
Aksar wahi sabse jyada rota hai,
Bewafa ka kya hai janab,
Woh toh waqt guzarne aata hai!

Woh pal bhi kya pal the,
Jab tu saath hua karta tha,
Aaj wahi yaad ban kar,
Har raat rulaya karta hai.

Humne kabhi shart nahi rakhi,
Bas pyaar hi manga tha,
Par tune toh dil tod kar,
Sab kuch hi cheen liya tha.

Dil ke har kone mein tu basa hai,
Naam tera hi naam seene mein likha hai!
Tu bhale hi bhul gaya ho hume,
Par mera ishq ab bhi zinda hai.

Emotional Heartbreak Shayari for Sad Girls

Mohabbat sach thi meri,
Par kismat bewafa nikli,
Jise apna sab kuch mana,
Wahi sabse paraya nikla.

Raat bhar aansu behte rahe,
Khwab bhi toot kar kehte rahe,
Tu mera kabhi tha hi nahi,
Hum hi bewajah chahte rahe.

Emotional Heartbreak Shayari for Sad Girls

Dil ko samjhaya hazaar baar,
Par dard kam na ho saka,
Jise bhulna chaha dil ne,
Wahi yaad aur zyada ho gaya!

Tum muskura kar chal diye,
Hum aansuon mein reh gaye,
Jise samjha tha apna humne,
Wo khwabon dikha kar tod gaye!

Ishq mein har dard seh liya,
Har ilzaam bhi le liya,
Par jab zarurat padi tumhe,
Tumne hi haath chhod diya.

Chaha tha tujhe toot kar,
Par tu samajh na saka,
Dil diya tha sambhalne ko,
Par tu tho dil ko hi tod diya!

Aaj bhi teri gali se guzarta hoon,
Dil chupke se dhadakta hai,
Tu nazar aaye ya na aaye,
Dard zaroor mehsoos hota hai.

Tumhe paane ki zid thi,
Tumhe khone ka darr tha,
Na tum mile na sukoon mila,
Bas dard humsafar ban gaya.

Aansu chhupa kar haste rahe,
Dard dil mein baste rahe,
Log kehte rahe majboot ho tum,
Par hum andar se toot te reh gaye!

Ishq ne kya haal kar diya,
Dil ko behaal kar diya,
Jise apni duniya maana tha,
Usne hi bekaar kar diya.

Dil ne jise apna mana,
Usne hi thukra diya,
Humne jisko khuda samjha,
Usne hi dhokha diya.

Tumse juda hokar jaana,
Mohabbat kya hoti hai,
Dil tootne ke baad hi,
Insaan khamosh hota hai.

More – Emotional Life Shayari Hindi

So, finally we are ending this post here. I hope that you like this heart-breaking sad shayari and share some best ones to express your feelings of broken heart! Also if you like to explore more sad and emotional shayari for your WhatsApp status then you can visit our recent post!